Ghar aata hun chutti manane ya tujhe manane pta nhi.
Jaise jaise chhutti paas aati jati hai ghar aane ka utsaah bhi utna hi badhta jata hai,
Ya tujhse milne pta nhi
Jaise jaise chutti khatam hone ko hoti hai
Is jagah is seher se nafarat si hone lagti hai ya khud se pta nhi.
Yaha se dur bhag jane ka mann krta hai ya khud se pta nhi.
Har baar ye aas lekr is seher me aata hu ki tujhse milna hoga ya khud se pta nhi.
Kabhi kabhi khoob rone ka mann krta hai
In ansuon ke sath beh jane ka mann krta hai
Tujhe seene se lagane ka mann krta hai
khi tujhme kho jaane ka mann krta hai
Kabhi mujhme ek boond si bhi nhi hoti tu kabhi pura samundar kam sa hota hai.
Teri vo har muskan ankhon me abhi bhi hai mere.
Tere vo har lafZ kano me hai abhi bhi hai mere.
Tere ek aansuon se tut kr bikhar jata hu mai ab bhi,
Tere har ek khayal se muskata hu mai abhi bhi.
Abhi bhi mujhe utni hi baaki hai tu.
Duniya galat thi tere baare me ki tu bewafa hai.
Tujhe aaj mil ke jana, utna hi mai bhi baaki hu tujhme abhi bhi.